Bewafa Shayari English

Gila gila sa yeh samah bhiga

Gila gila sa yeh samah bhiga raha hai mujhko,Kisi ke yaad mein yeh dil rula raha hai mujhko,Dil ki baat poh chaun tum tak kaise yeh zamane ka dar sata raha hai mujhko..Gila gila sa yeh samah bhiga raha hai mujhko,Raatey teri yaad mein yeh dil jaga raha hai mujhko,Hoga kiya yakin tujhe mere pyar pe yeh ehsaas dara raha hai mujhko,Gila gila sa yeh samah bhiga raha hai mujhko.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *