Broken Heart Shayari English

Kabhi na Haathon se Haath Choote

Kabhi na Haathon se Haath Choote Khayal Rakhna .
Kabhi na Chahat ka Mann Toote Khayal Rakhna !
Bacha kar Rakhna Mohhabat ko Duniya Walo ki Nazar se ,
Wafa ki Daulat Zafa na Loote Khayal Rakhna !
Jo ho Mohhabbat toh Ranjishon se Guraiz Karna ,
Kisi ka Nazuk sa Dil na Toote Khayal Rakhna !!

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *