Muja Khud Nahi Pata Key May kiya Chahta HonSazaa Chahta Hon ya Jazaa Chahta Hon,Wo Pochay Jo Muj Say May Kia Chahta HonMay Keh Don Ga Hanse Key Wafa Chahta Hon,Bohat hi Hein Paysee Yeah Meri NighaheinTumhay inn May Jalwa Numa Chahta Hon,Gehray Hon Badil Barsay jo BarishKadam Ba Kadam Saath Chalna Chahata Hon.
Kal khud hi apni mehfil se nikaala tha hameinAaj wo hum sa dewaana dhoondhte hainMusafir be-khabar hain teri aankhon seJo Tere shaher me maikhaane dhoondte hainTujhe kya pata aye sitam dhaane waleHum to khud rone k bahaane dhoondte hainUnki aankhon ko youn na dekho tumNaye teer hain nishaane dhoondte hain.
Bewafai kisi aur ne ki, aur saza kisi aur ko mili,Mohabaat ka afsana na bansaka, ruswayee milgayee,Afsoos hume is baat ka hai humara fasana na ban saka,Khoon ke ansoon rulane wale kam se kam tujhe kisi aur ki mohabbat to mili,Hum to yun akele rahe gaye, andhere mein ujalaye ki umeed bhi tut gayee …
Bewafai kisi aur ne ki, aur saza kisi aur ko mili,Mohabaat ka afsana na bansaka, ruswayee milgayee,Afsoos hume is baat ka hai humara fasana na ban saka,Khoon ke ansoon rulane wale kam se kam tujhe kisi aur ki mohabbat to mili,Hum to yun akele rahe gaye, andhere mein ujalaye ki umeed bhi tut gayee …
Kuch Ajeeb Faaslo Ka Janam Ho Raha HaiNaseeb Mera Jaagkar Bhi Soo Raha HaiKaise Keh Du Tuta Dil Dhadakta NahiJabki Aaj Dil Ka Har Tukda Ro Raha HaiDekhte Dekhte Tu Meri Zindagi Ban GayiPhir Na Jane Kaise Meri Bandagi Ban GayiAe Humnawa To Mujhe Yuh Majhdhaar Mein ChhodkarJane Kyo Is Tarah Bewafa Ban Gayi
Kabhi Humko Rab Ki Khudai Ne Mara,Kabhi Sang Dil Mahboob Ki Judai Ne Mara,Bari Muddat Tak Kabhi Tanha Rahe Hai Hum,Kabhi Humko Ghamgeen Tanhai Ne Mara,Mahboob Se Hum Pyar Ka Ikrar Nahi Karte,Aur Hume Dar Aur Ruswai Ne Mara,Ye Tha Mera Mazi Aur Ab Mera Haal Ye,Mujhe Ab Mahboob Ki Bewafai Ne Mara…!!!
Meri Mohabbat Ki Bas Itni Si Kahani HaiDard Main Doobi Hui Yeh Zindagani HaiRista Hai Zakhm Ban Ke Aankh Ka AansuRooh Par Jafaaon Ki Gehri Nishaani HaiSaansen Hain Lekin Dhadkanen Nahin HainLahu Thama Sa Hai, Na Koi Ravaani HaiKho Diya Jisne Umar Bhar Ka SukoonMuskurati Hai Phir Bhi, Ladki Deewani Hai !!
Ae KHUDA Tu Mujhe Jawab DeKYon Wo Chala Gaya Mujhko Chor KeHum To Uski Jhalak Ke Deewane TheUske Chand Se Chehre Ke Parwane TheUski Baaton MainDil Lagai Bethe HenUska Naam Bar Bar Kehte HenWo, Jo Bina Bolay Baat Samjah DeAur Hume Humise Chura LeUske Saath Hum Apne Sapne Saja LenAj Is Tanhai Mai Rota Hai
Gham-E-Hayaat Ka Jhagra Mita Raha Hai KoiChale Aoo Duniya Se Ja Raha Hai KoiAzal Se Keh Do Ruk Jayee Do GhariSuna Hai Aane Ka Wada Nibha Raha Hai KoiWo Is Naaz Se Bethe Hain Laash K PassJese Ruthay Hoe Ko Mana Raha Hai KoiPalat Kar Na Aa Jayen Phir SaansItnay Haseen Hathon Se Mayyat Saja […]
Bichar Ke Tum Se Zindagi Saza Lagti HaiYeh Saans Bhi Jaise Mujh Se Khafa Lagti HaiTarap Uthta Hoon Dard Ke Maare Zakhmon KoJab Tere Sheher Ki Hawa Lagti HaiAgar Ummeed-E-Wafa Karu To Kis Se KaruMujh Ko To Meri Zindagi Bhi Be-Wafa Lagti Hai