Jindagi dene waale marta chhod gayeSath dene waale tanhaa chhod gayeJab jrurat padi hme apne hamsafar kiiVo sath chalne waale bhi apna rasta mod gaye
Who aate to hain magar tan se nahiwho bhethe to hain magar man se nahikaun kehta hai ki who pyaar nahi kartekarte to hain magar humse nahi…
Aisi bewafaai ki ussne ,mohabbat bhi badnaam ho gayi….apni mohabbat ki itni kimat vasool ki usne,ke hamari arthi bhi nilaam ho gayi…
Dil Ke Sagar Me Lehre Uthaya Na Karo,Khwab Bankar Neend Churaya Na Karo,Bahot Chot Lagti Hai Mere Dil Ko,Tum Khwabo Mein Aa Kar Yu Tadpaya Na Karo
Zindgi se apna har dard chupa lena,Khushi na sahi gam gale laga lena,Koi agar kahe mohabbat aasan hai,To use mera toota hua dil dikha dena…
Main nahi khud ke liye,hoon main zamane ke liyeKhud ko zakhm de dekar auron ko hassane ke liyeHumne kya kya na kiya tere chale jaane ke baadTujhe hi yaad kiya tujhko bhulaane ke liye…
Achhi ladki par aitbar ho jati haiandekhi anjani ladki se pyar ho jati haijab de jati hain wahi ladki dhoka tobewfa shayariyo se dilochar ho jati hai
Yu to koi gila nahi haipar tu bhi aaya nahi haisanso ke dard ko tune jana nahi haiguzarisho ko bhi mana nahi haiaaj juban pe tera nam nahi haikyoki tu mere pyar ke layak nahi hai…
Badi ummid thi unko apna banane kidil mein chaht thi bas unka ho jane kikya kahe jiska hona chahte the humunko adat hi nahi thi kisiko apna banane ki
Yaad toh har koi karega jaane ke baadSache pyaar ka pata chal jaayega waqt aane ke baadKaun kitni mohabbat karta haiNazar aajayega mar jaane ke baad