Bewafa Shayari

Ab mujh ko bhoolne ke bahane

Ab mujh ko bhoolne ke bahane talash karMusam naya hai, tazah thakane talash karAankhon ki duobti hoee kafiyatain na dekhIn murdah aansoon main zamane talash karMahloon ke baasiyon ne to thukra diya tujheGaliyon main apne dost purane talash karYa roshni ki burf se chehre ko dhaanp leYa zulimaton main khawab suhane talash kar…

Bewafa Shayari

Chaman ke baharon mai tha aashiyanana

Chaman ke baharon mai tha aashiyanana jane kahan kho gaya wo zamanatumhen bhulane ke main koshish karungaye wada karo ke na tum yad aanamujhe mere mitane ka gam hai to ye haitumhen bevafa kah raha hai zamanakhudara meri qabr pe tum na aanatumhen dekh kar shaq karega zamanaPoet of the poem or ghazal or Nazam […]

Bewafa Shayari

Roye Hai Buhat Tab Zara Karaar

Roye Hai Buhat Tab Zara Karaar Mila HaiIs Jahan Mein kise Bhala Sacha Pyaar Mila HeGuzar rahi hai zindagi Imtehan ke daur seEk khatam Hua Toh Dusra Tayar Mila HaiMere Damaan ko khushiyo ka nahi MalaalGham ka khazana jo isko beshumar mila haiWoh kamnasib hai jinhe mehboob mil gayaMein khushnasib hun mujhe Intezar mila hai.