Dost tu hain mera sabse nyara,Tujhe mubarak ho tera janamdin yaaraMeri kabhi najar naa lage tujhe,Kabhi udaas na ho pyara chehra tera
Har din se pyaara lagta hai hamein yeh khaas din,Jisse bitaana nahin chaahte hum aap bin.Vaise toh dil deta hai sadaa hi dua aapko,Phir bhi kehte hain mubarak ho aapko yeh janamdin.Tumhari is ada pe kya jawab du,Apne yaar ko kya tohfa du.Koi acha sa phool hota to mangvata mali se,Jo khud gulab hai usko […]
Tere Janam Din Par Tuze Kya Pesh KaruTajmahal Du Tuze Ya Chanderma Pesh KaruAur To Kuch Nahi Mere Pass Ae Mere SanamSochta Hu Bas Tuze Apni Baffa Pesh Karu
Tohfa-e-dil de doon ya de doon chand tareJanam din pe tujhe kya doon ye poche mujh se sare
Phool bankar muskarana zindagi,muskarake gum bhulana zindagi,jeet kar koi khush ho to kya hua,haar kar khushiya manana bhi zindagi…
Agar Yaad Tumko Na Rahe Apna JanmdinCheck Karte Rahna Yunhi Apne Mobile Ke Inbox HardinMain Kabhi Na Bhulonga Apne Yaar Ka JanmdinChahe Woh Ho Mera Akhri DinAapko Jaroor Mera Yeh Msg. MilegaJispe Likha Hoga Mubarak Ho Aapko Aapka Jamdin
Mere Clas Fellows Ki Taraf SeMere Office Colegues Ki Taraf SeOr Mere 16 Cror Pakistanio Ki Taraf SeTumhain Salgirah Mubarak
Ek dua mangte hai hum apne Bhagwan se,chahte hai aapki Khushi pure Imaan se,Sub hasraten puri ho aapkiaur aap Muskurayen Dilo Jaan se.
Zaroor tumko kisine dil se pukara hoga,Ek baar to chand ne bhi tumko nihara hoga,Mayus hue honge sitare bhi us din,Khuda ne jab Zamin par tumko utara hoga.Janmadin Mubarak!
Apne yaar ko kya tohfa du.Tumhari is ada pe kya jawab duApne yaar ko kya tohfa duKoi acha sa phool hota to mangvata mali seJo khud gulab hai usko kya gulab du.