Sherminda Jis Se Chand Hai Suraj Hai Gehun MianAisa Haseen Phool Hai Aik Mere Chaman MainJulwo Se Jis Ke Roshni Taroo Ko Mile HaiShadabi Jis Ke Dum Se Baharo Ko Mile HiaRehta Hon Magun Mian Tu Sada Iski Lagan MianAisa Haseen Phool Hai Aik Mere Chaman MianMian Jab Bhi Iski Bahon Per Sar Rakh Ke […]
Kitni Zulfain Khuleen Kitnay Aanchal Uray Chand Ko Kia KhaberKitna Maatam Howa Kitnay Aansoo Bahay Chand Ko Kia KhaberMudatoon Us Ki Khwahish Main Chaltay Rahay Haath Aata NahiChah Main Uski Pairoon Main Hain Aablay Chand Ko Kia KhaberWoh Jo Nikla Nahi Hai Tu Bhataktay Rahay Hain Musafir KayeeAur Lut Tay Rahay Hain Kayee Qaaflay Chand […]
Humara DIL Saweeray Ka Sunehra Jaam Ho JayeChiraghon Ki Tarah Ankhein Jalein Aur Shaam Ho JayeKabhie Tow Asmaan Se Chand Utray Jaam Ho JayeTumharay Naam Ki Ek Khoobsurat Shaam Ho JayeAjab Halaat Thay Yun Dil Ka Soda Ho Geya AkhirMohabbat Ki Haveeli Jis Tarah Nelaam Ho JayeSumandar K Safar Mein Iss Tarah Awaz De Hum […]
Chaand Maddham Hai Aasmaan Chup HaiNiind Kii God Men Jahaan Chup HaiDuur Vaadii Men Duudhiyaa BaadaalJhuk Ke Parbatko Pyaar Karate HainDil Men Naakaam Hasaraten LekarHam Teraa Intazaar Karate HainIn Bahaaron Ke Saaye Men Aa JaaPhir Mohabbat Javaan Rahe Na RaheZindagii Tere Naa-Muraadon ParKal Talak Meharabaan Rahe Na RaheRoz Kii Tarah Aaj Bhii TaareSubah Kii Gard […]
Hum Sheher Mein Ik Shama Ki Khatir Hueye BarbaadLogon Ne Kiya Chand K Sehraon Ko Aabaad..!!Har Simt Falk Bos Paharon Ki QatareinKhasro Hai,Na Sheren Hai,Na Tesha Hai,Na FarhadBarso Se Yahi Khuwab Hain Nendoo Ki SajawatGulshan Hai,Magar Gul Hai Na Bulbul Hai,Na SiyadHoon Taier Be Baam, Chirag Sar SehraUmeed Karam Hai Na Mujhe Shikwa E BedaadJis […]
Adhoorey Chaand KiWoh Adhoori RaatHontoo Per Dum ToortiUn Kahi Un SuniWoh Adhoori BaatWoh Kuch Ajnabi SaWoh Kuch Shansa SaRahi Adhoori MulakaatDil Ne Kuch KhoyaDil Ney Kuch PayaAjnabi Un ChahiAdhoori Woh ShaamLey Ker Ghum SareMerey Badley MeinGhum Bhi Apna Na DiyaKya Dosti Kya PyaarKaisey Deta Woh IsRishtey Ko Koi Naam…..Bus Sub Gumnaam……Be Naam……..Anjaan!Adhoori MulakaatAdhoori Her Baat!AurAdhooray […]
Adhoorey Chaand KiWoh Adhoori RaatHontoo Per Dum ToortiUn Kahi Un SuniWoh Adhoori BaatWoh Kuch Ajnabi SaWoh Kuch Shansa SaRahi Adhoori MulakaatDil Ne Kuch KhoyaDil Ney Kuch PayaAjnabi Un ChahiAdhoori Woh ShaamLey Ker Ghum SareMerey Badley MeinGhum Bhi Apna Na DiyaKya Dosti Kya PyaarKaisey Deta Woh IsRishtey Ko Koi Naam…..Bus Sub Gumnaam……Be Naam……..Anjaan!Adhoori MulakaatAdhoori Her Baat!AurAdhooray […]
Kaheen chand rahon mein kho gaya kaheen chandani bhi bhatak gaimain charag wo bhi bujha hua meri raat kaise chamak gaimeri dastan ka uruj tha teri narm palkon ke chanv meinmere sath tha tujhe jagana teri aankh kaise jhapak gaikabhi hum mile to bhi kya mile wohi duriyan wohi fasalena kabhi hamare qadam badhe na […]
Jane Kal Talak Teri Hayat Ho Na Ho,Jhum Le K Phir Yeh Chand Raat Ho Na Ho..!Tera Jo Bhi Gham Hay Aaj Tere Sath Hay,Bekhabar Yehi To Jagne Ki Raat Hay..Kuch Na Kuch Haseen Abhi Yeh Kaenaat Hay,Suba Tak Magar Yeh Kaenaat Ho Na Ho..!Kah Rahe Hain Tuj Se Tere Dolte Qadam,Kam Na Ho Sakeen […]
Ae Chand Apni Chandni Un Per Nichawar KrnaUnhain Apni Aagosh Mein LenaUnhain Pyar Se Thapki DenaOr KehnaUnhain Koi Yad Krta HaAe Barish Apne Nanhe Qatron SeUn K Chehre Ko Bigho Dena Un KGalon Ko Chom Lena Un KHathon Pe Bosa Dena Or KehnaUnhain Koi Yad Krta HaiAe Pholo Apni Khusbo Se Un KAngan Ko Mehka […]