Koi Chaudhwein Raat Ka Chand Ban KarTumharay Tasawur Mein Aya To Hoga,Kisi Se To Ki Hogi Tum Ne MuhabbatKisi Ko Galay Se Lagaya To Hoga,Tumharay Khayalon Kay Agan Mein MeriYaad Ke Phool Mehkay To Hon Gay,Kabhi Apni Ankhon Ke Kajal Se Tum NeMera Naam Likh Kar Mitaya To Hoga,Labon Se Muhabbat Ka Jadu Jaga KarBhari […]
Mere jaise ban jaoge jab ishq tumhen ho jayegadeewaron se sar takaraoge jab ishq tumhen ho jayegahar baat gavara kar loge mannat bhi utara kar logetabizen bhi bandhavaoge jab ishq tumnhen ho jayegatanhai ke jhule khulenge har baat purani bhulengeaaine se tum ghabaraoge jab ishq tumhen ho jayegajab suraj bhi kho jayega aur chand kaheen […]
Chandani chat pe chal rahi hogiab akeli tahal rahi hogiphir mera zikr aa gaya hogawo barf-si pighal rahi hogikal ka sapana bahut suhana thaye udasi na kal rahi hogisochata hun ki band kamare maiek shama-si jal rahi hogitere gahanon si khankhanati thibajare ke fasal rahi hogijin havaon ne tujh ko dularayaun mai meri gazal rahi […]
Ye bhi kya ehsaan kam hain dekhiye na aap kaho raha hai har taraf charcha hamara aap kachand mein to daag hai par aap mein wo bhi nahichaudhavi ke chand se bad kar hai chehara aap kaishq mein aise bhi hum dube hue hain aap keapne chehare pe sada hota hain dhoka aap kachand suraj […]
Ay Chand Suno! Kuch Baat KaroTeri Baat Chalay, Meri Raat Kattay.Tum Baat Karo Us Bastee KeeBadal, Baarish Aur Mastee Kee.Ya Baat Karo Us Bundhann KeePaayal, Choori Aur Kungan Kee.Ay Chand Suno! Kuch Baat KaroTeri Baat Chalay, Meri Raat Kattay.
Aandhiyon Me Bhi Jaise Kuch Chirag Jala Kartey HaiUtni Hi Himmat E Hausla Hum Bhi Rakha Kartey HaiManzilon Abhi Aur Dur Hai Hamari ManzilChaand Sitarey To Raahon Me Mila Kartey Hai
Isse Pehle Ki Chand Raat Ki Shaamhojaaye,Mubarakbaad Ka Silsilaaam Hojaaye,Bheed Me Shaamil Humaranaamho Jaaye,Kyun Na Usse Pehle Eksalaam Ho Jaaye.Chand Mubarak.
Suna Hai Sitaron Ke Aage Bhi Jahan Hai,Mujhe To Apne Hi Jahan Ki Khabar Nahin.Insaan Insaan Ka Bairi Ho Chalaa Hai,Kaleje Ko Chhue Aisi Koe Nazar Nahin.
Kabhi Dil Ko Kabhi Shamma Ko Jala Kar RoyeTeri Yaad Ko Dil Se Laga Kar RoyeRaat Ki God Mein Jab So Gayi Duniya SariChand Ko Teri Tasveer Banaker Roye
Raat Ko Raat Ka Tohfa Nahi DetayDil Ko Jazbat Ka Tohfa Nhi DetayDenay Ko Tu Hum Tmhay Chand Bhi Dy DainMagar Chand Ko Chand Ka Tohfa Nhi Dete