Dard Shayari

Dunia kehti hai on kai pyaar

Dunia kehti hai on kai pyaar nai onhai zindagi dai di,mujha toh mere pyar nai gham kai ilawah kuch nahi diya,Tum ne yeh kia kr diya,mujhe rula diya,is pathar se aansoo nikal diya,Gham ka Khazana moo pr mar diyaoos ki mohabbat nai aik hi to tahzeeb sikhai hai,‘AFREEN’Roz rotay hoai so jatai hain magar shiqwa […]

Dard Shayari

Dukh Dard Ki Saugat Hai Duniya

Dukh Dard Ki Saugat Hai Duniya Teri Kya HaiAshkon Se Bhari Rat Hai Duniya Teri Kya HaiKuch Log Yahan Nur-E-Sahar Dhundh Rahe HainTarik Si Ik Rat Hai Duniya Teri Kya HaiPaband-E-Mashiyat Hai Tanaffus Bhi Nazar BhiIk Jaziya-E-Lamhat Hai Duniya Teri Kya HaiTaqadir Ke Chehare Ki Shikan Dekh Raha HunAina-E-Halat Hai Duniya Teri Kya Hai

Dard Shayari

Ab mujh ko bhoolne ke bahane

Ab mujh ko bhoolne ke bahane talash karMusam naya hai, tazah thakane talash karAankhon ki duobti hoee kafiyatain na dekhIn murdah aansoon main zamane talash karMahloon ke baasiyon ne to thukra diya tujheGaliyon main apne dost purane talash karYa roshni ki burf se chehre ko dhaanp leYa zulimaton main khawab suhane talash kar…

Dard Shayari

Jin sapno ka mai tara thaaaj

Jin sapno ka mai tara thaaaj un sapno ka hathiyara hoon,ghot diya aaj unki vicharone ko,apna en acharoen sa,nakam hokar apne prayatno ma,toda ha unka armano ko,kya sounch ker unhona muja pala,jo aaj bangaya unka liya zahar ka pyala,hai kismat na muja bada sathaya,muj sa hi unko ha rulaya,muj sa aye kaisa guna ho gaya…