Dard Shayari

Roye Hai Buhat Tab Zara Karaar

Roye Hai Buhat Tab Zara Karaar Mila HaiIs Jahan Mein kise Bhala Sacha Pyaar Mila HeGuzar rahi hai zindagi Imtehan ke daur seEk khatam Hua Toh Dusra Tayar Mila HaiMere Damaan ko khushiyo ka nahi MalaalGham ka khazana jo isko beshumar mila haiWoh kamnasib hai jinhe mehboob mil gayaMein khushnasib hun mujhe Intezar mila hai.

Dard Shayari

Tu ja raha hai to to

Tu ja raha hai to to tanhaiyan bhi leta jaYe tallukat ki parchaiyan bhi leta jaNajar ke chrche,ghari ki kahaniya bhi sametGali me gunjati ruavaiyan bhi leta jaGai ruton ka har ek lamha mujhko lauta dePhir apni yadon ki purvaiyan bhi leta jaKabhi jo toot ke barsi thi meri aankhon seJo ho sake vo khamoshiyan […]

Dard Shayari

Ek hunar hai jo kar gayaa

Ek hunar hai jo kar gayaa huuN maiNsab ke dil se utar gayaa huuN mainkaise apnii haNsii ko zabt karuuNsun rahaa huuN ke ghar gayaa huuN maiNkyaa bataauuN ke mar nahiiN paataajiite ji jab se mar gayaa huuN maiNab hai bus apna saamnaa darpeshhar kisii se guzar gayaa huuN maiNvoh hii naaz-o-adaa, voh hii Ghamzesar-ba-sa

Dard Shayari

Tere Aane Ki Ummid Me Ek

Tere Aane Ki Ummid Me Ek Paigam Likaha HaiAshko Ki Shyahi Se Tujhe Salam Likha HaiAdhure Se In Khwabo MeRutha Hua Tera Naam Likha HaiAaj Bhi Tere Intezar Me Raahen Udas Ho ThiTere Na Aane Dard Raha Dil Me Kuch Soch Ye Aakhiri Kalaam Likha HaiTu Kar Khushiyo Ki Mehfile AabadMeri Duaao Ne Ibadat Me