Jab dil tut ta hai toh aawaz nahi aatiMuhabbat har kis ko raas nahi aatiYe to apni apni baat hai yaaro koikisiko bhula nahi pata Aur kisi kisi ko yaad nahi=RPS
Naam Us Ka Likh Kar Mita Raha Tha MainDil Ko Apne Yoon Jala Raha Tha MainNa Thi Jisko Mere Pyaar Ki KadarIttefaq Se Ussi Ko Chah Raha Tha MainUssi Diye Ne Jalaya Mere Laho KoJisko Hawa Se Bacha Raha Tha Main
Door jakar bhi hum door jaa na sakenge,Kitna royenge hum bata na sakenge,Gham iska nahi ki aap mil na sakoge,Dard is baat ka hoga ki hum aapko bhula na sakenge…
Apne karam se wo mera mukaddar bana gyaEk katre ko pal bhar me samundar bana gyaPhulo se bhi jyada naram tha kabi dil ye meraJise itna tadpaya ke ab patthar dil bana gaya
Aesa Jagaya Aapne Ke Ab Tak Na So SakeYun Rulaya Aapne Ke Mehfil Mein Hum Ro Na SakeNa Jaane Kya Baat Hai Aap Mein SanamMana Hai Jabse Tumhe Apna Kisi Ke Hum Ho Na Sake..
Aankhon Mein Bas Ke Dil Mein Samaa Kar Chale Gaye; Khwabida Zindagi Thi Jagaa Kar Chale Gaye; Chehre Tak Aasteen Wo Lakar Chale Gaye; Kya Raaz Tha Ki Jis Ko Chipakar Chale Gaye Meaning: Khwabida = Sleepy
Palkon Mein Aansu Aur Dil Mein Dard Soya Hai; Hansne Walon Ko Kya Pata Rone Wala Kis Kadar Roya Hai; Ye To Bas Wohi Jaan Sakta Hai Meri Is Tanhayi Ka Alam; Jisne Zindagi Mein Kisi Ko Pane Se Pehle Khoya Hai
Rone de tu aaj hamako tu aankhe sujane de,Bahon me lele aur khud ko bheeg jane de.Hai jo seene me qaid dariya woh chhut jayega,Hai itana dard ki tera daman bheeg jayega.
Ho Sake To Tum Muje Maf Kar DenaMere Moqadar Mai Apni Dua Kar DenaSocho To Bahut Taqlif Di Hai TmhePar Maire Dil Ki Tum Dawa Kar DenaMairi Bewafai Ki Yahi Saza Hai KafiK Apne Ansooho Ko Mairi Saza Kar Dena
Dil se teri yaad na jaaye to kya karoonTasveer mein tu hi tu nazar aaye to kya karoonLene ko to le aayon tumhe khwaboon meinPar neend hi na aaye to kya karoon…