Aah aur dard bas tera talabgaar huaAankh patther huyi, ashk aabshaar huaYe judayi bhi amavas ka ek sitara hainChand k bin ye falak bhi daagdaar huaMeri palko ka jhapakna bada muskil hAisa tab se h, jab se tera didaar huaSo rahe h en makano ke bashinde sabhiMain jaga reh k basti ka gunehgaar hua
muhabbat ka sabab mai tujhse puchun kis qadarkhayyalon mai hai bass tu hee shaam o saherkuch yoon guzzarta hai tanhaiyyon mai dinnatay hi shaam ho rubaru tera chehra raat bharteri tarah hai neend bhi rooththi hui mujhseikk tera deedaar aur chaand taaron pe ikk nazartaaron ke tootnay kaa abb intezaar rehta haik utha ke haath […]
Gunah Hua Hai Mujhse Yeh Maana Maine,Kya Thi Majboori Kya Kabhi Jaana Tumne,Zakhm Tumko Mila Hai Per Dard Humko Hota Hai,Apni Bawafai Per Dil Saari Saari Raat Rota Hai,Kerdia Maaf Keh Ke Apna Gam Na Seene Mein Dabaya,Suji Huyi Aankhe Aur Murjhaya Hua Chehra Humse Na Chupaya,Kuch Ker Humper Raham Aur De Humko Saza,Yuh Aansu […]
Der lagi lekin, maine ab hai jeena seekh liya,Aansuoo ka bin maine, ab jeena seekh liya,Ab maina ye jana, kise kahu apna.Hai koi yaha jo mujh se keh gya, ke kaha tu rhe gayi,Zindagi toh hai jaise Kaarwan tu hai, Tanha kab yha,Sabhi toh hai, sabhi toh hai yaha.Der lagi lekin , maina ab hai […]
Tum Nay Morjhay Hoay Phool Kabhi Daykhay Hain ?Dil Ki Qabron Pay Paray ……Hejar Ki Lash Ki Ankhon Pay DharayTum Nay Uktay Hoay Khwab Kabhi Daykhay Hain ?Dard Ki Palkon Say Laptay HoayGhabray HoayTum Nay Baychain Duayan Kabhi Daykhi Hain ?Mohobbat Kay Kenaron Pay Bhatkti PhertiTumnay Kabhi Dykha Hay Mujhay ?Kia Kabhi Daykha Hay Mujhay […]
Jab Bhi Yaad Aate Hain Afsaane Apni Mulaqaton Ke,Dhadkane Lagne Lagti Hain Parayi Aur Rukene Si Lagti Hain,Hosh Kahin Jaise Kahin Gum Ho Jata Hai,Aankhen Tujhe Dekhene Ko Tadapti Hain,Yeh Zindagi Ek Bhoj Si Lagene Lagti Hai,Tujhse Judi Koi Dil Ki Dor Si Lagti Hai,Har Taraf Ek Ghana Kohra Sa Lagta Hai,Waqt Bhi Kuch Thehra […]
Aaghaaz-e-Safar Har Koii Jaane Anjaam-e-Safar Kis ko PataManzil Se Muhabbat Sab ko hai Raasto ki Rukavat kis ko pataSab hai gultaa’n Apni Apni masti me Keh Raha hai ShayarAaj Hai jo Mehfile yahaan Kal ho naa ho kis ko PataHar Koii khele khel Taqdeer ka Kehl-e-Laqeer kis ko pataabhi hai baaki raat kahin kal ho […]
Wafa karne se mukar gaya hai dilAb pyaar karne se darr gaya h dilAb kisi sahare ki baat mat karna,Jhute dilaso se bhar gaya h dilJab bulate the jinda dil the hum,Ab na aana ke marr gaya hai dilAb wo pagalpan na wehshat hai,Kha k dhoke itne sambhal gya h dil
Wafa karne se mukar gaya hai dilAb pyaar karne se darr gaya h dilAb kisi sahare ki baat mat karnaJhute dilaso se bhar gaya h dilJab bulate the jinda dil the humAb na aana ke marr gaya hai dilAb wo pagalpan na wehshat haiKha k dhoke itne sambhal gya hai dil
Kuch aise ghao bhi hote hainjinhen zakhmi aap nahi dhotebin roye huye aansuon ke tarahsine mein chupa ke rakhte hainaur sari umr nahi roteninden bhi muhaiya hoti hainsapane bhi dur nahi hoteq phir bhi jagate rehte hainq sari raat nahi soteab kis se kahen ae jan-e-vafaye ahal-e-vafa kis aag mein jalate rehte hainq bujh ke […]