Broken Heart Shayari English

Naam uska likh kar mita raha

Naam uska likh kar mita raha tha main
Dil ko apne yun bahla raha tha main
Na thi jisko mere pyar ki kadar ae dosto
Ittefaq se usi ko chah raha tha main
Usi diye ne jala diya mere hatho ko
Jisko hawa se bacha raha tha main

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *